Back to Top

OG Ankit - MANZIL Lyrics



OG Ankit - MANZIL Lyrics
Official




Un waadiyo me saase bhar aau
Ya mein jhaadiyo me chidiyo sa gaau
Kitaabo aur kahaniyo me zikar aye jagah waha jaana chahu
Foolo ki kyariya mein chale chala jau
Mile kaate inhe leke khudhi chubha raha hu
Mein to khuda ka aur tumhara hu
Leke tere yaado ko mein ghuma ra hu
Bana musafir hu mein gaane nhi kahani ek bana ra hu
Ek manzil
Kai raaste
Sabse mushkil pe aake hue khade
Abhi jaane na kya kare
Tu aaja na baat kare hum
Sala na yaad kare koi
Akela aaj khada hu
Dua de pyaar ki mujhe
Usi ki sakht zarurat
Tu jaise mere bhagwaan ki moorat
Jise pooja meine har pal
Mera har zakhm se nikle ek ek dard
Ko puch le ki naam lu mein kiska ab har waat
Mere pairo me chale pade chal chal kar
Na pata mujhe pohchunga ghar par kab
Mere manzil ke pag pag par lagta mujhe dar
Mere andar se ab
Mein to bas ek musafir hu jaani
Meri Manzil hai manzil hai door
Meri manzil hai manzil hai door
Meri manzil ye manzil hai door
Jaise sharabi ko mile nahi sharaab
Ye talab lage mujhe teri aisi
Hadd kare ab tu jo dikhe na kahi bhi mujhe mere baato pe aur gaano ko tu ab bhao bhi nahi de ti
Hai kyuuuu
Mein kaise tere bin jee kar aage badhu
Meri manzil hi tu
Hai aisa hi kyu
Mein kyu tujhse door hu
Mujhe teri zarurat
Aur tera suroor
Chal jala de
Meri kya hi aukaat hai tu aaj hi bata de
(Aye zaalim zamane)
Mein nikla musafir hu chahat me manzil ko paane
Mere andar ka shola jaga de
Tere bheetar us dil me tu thoda jagah de
Tere upar tika intekhaab Itna
Tu mujhe apna bana le ya sapna bana le
Mein to bas ek musafir hu jaani
Meri Manzil hai manzil hai door
Meri manzil hai manzil hai door
Meri manzil ye manzil hai door
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Un waadiyo me saase bhar aau
Ya mein jhaadiyo me chidiyo sa gaau
Kitaabo aur kahaniyo me zikar aye jagah waha jaana chahu
Foolo ki kyariya mein chale chala jau
Mile kaate inhe leke khudhi chubha raha hu
Mein to khuda ka aur tumhara hu
Leke tere yaado ko mein ghuma ra hu
Bana musafir hu mein gaane nhi kahani ek bana ra hu
Ek manzil
Kai raaste
Sabse mushkil pe aake hue khade
Abhi jaane na kya kare
Tu aaja na baat kare hum
Sala na yaad kare koi
Akela aaj khada hu
Dua de pyaar ki mujhe
Usi ki sakht zarurat
Tu jaise mere bhagwaan ki moorat
Jise pooja meine har pal
Mera har zakhm se nikle ek ek dard
Ko puch le ki naam lu mein kiska ab har waat
Mere pairo me chale pade chal chal kar
Na pata mujhe pohchunga ghar par kab
Mere manzil ke pag pag par lagta mujhe dar
Mere andar se ab
Mein to bas ek musafir hu jaani
Meri Manzil hai manzil hai door
Meri manzil hai manzil hai door
Meri manzil ye manzil hai door
Jaise sharabi ko mile nahi sharaab
Ye talab lage mujhe teri aisi
Hadd kare ab tu jo dikhe na kahi bhi mujhe mere baato pe aur gaano ko tu ab bhao bhi nahi de ti
Hai kyuuuu
Mein kaise tere bin jee kar aage badhu
Meri manzil hi tu
Hai aisa hi kyu
Mein kyu tujhse door hu
Mujhe teri zarurat
Aur tera suroor
Chal jala de
Meri kya hi aukaat hai tu aaj hi bata de
(Aye zaalim zamane)
Mein nikla musafir hu chahat me manzil ko paane
Mere andar ka shola jaga de
Tere bheetar us dil me tu thoda jagah de
Tere upar tika intekhaab Itna
Tu mujhe apna bana le ya sapna bana le
Mein to bas ek musafir hu jaani
Meri Manzil hai manzil hai door
Meri manzil hai manzil hai door
Meri manzil ye manzil hai door
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Ankit Mishra
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: OG Ankit



OG Ankit - MANZIL Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: OG Ankit
Language: English
Length: 2:33
Written by: Ankit Mishra

Tags:
No tags yet