Wo to ghar se hi taqdeer likhwa ke nikle the
Warna janaaze to jashn pe bhi uth jaate hain
Main deewana
Deewana main bhi ban gaya
Tere saari baaton mein bhi kaisa hai nasha
Deewana main bhi tera hone lag gaya
Aankhon mein kaisa fassa
Fass gaya tere hothon pe
Ye jism bhi tera lage mujhme ramma
Hass gaya tere khone pe
Sadma hi aisa tha mujhko laga
Sadme mein se sunn hu
Tere yaadon meinn gumm hu
Kadmo mein kadmo ka sath nibha chala
Janmo se butt khada aaj udda chala
Udd chala khud chala raste ka silsila
Mit chuka gir chuka khwabo ka ik kila
Zindagi ab chali hatho pe janmi thi
Khud hi pe mar mitti vaadon se simti thi
Vaadon se simti thi
Naaton ki ginti thi
Raaton se banti thi
Yaadon ki mishri thi
Khud hi pe padti ye raahon ki garmi thi
Ketu tu ban chala raahu ki narmi thi
Vaayu tu udd chala pankho ki gardi thi
Praani tu lafzo ka kalmo si vardi thi
Paas jo aau meri aankhon ki khidki thi
Zindagi ab miya raahon pe bikti thi