Back to Top

Nakli Video (MV)




Performed By: Karun
Length: 2:48
Written by: Karun Kohli
[Correct Info]



Karun - Nakli Lyrics




Lafzo se yaadein seeta hu
Yaadon ke gamm peeta hu
Kalam ke zariya aajkal
Wo saare pal dobaara jeeta hu

Khush khush main rehta sada mast malang
Hath milata karu din mein vyang
Yaari nibhata har waqt main kaam aata
Pyaar ne loota bani mast filam
Subah sa dekhi na hai pehli kiran
Dekha jo tujhe machi firse chubhan
Khaali hai jagah mere dil mein ghuttan
Aaj main firse behka chehra suman
To baat zara kuch aisi si hai
Wo mere bagal mein baithi hai
Aankh micholi khele metre ke fasle pe
Dost bole bhai kaisi si hai
Yuh dekha muh phera aisi si hai
Bhaw ne deti tevar kenchi si hai
Mann bhi mera maara muskurake boli
Aaaaaaaaaa

Raste anek hai par chunne ka sawaal hai
Mere dil ka karwaan tere mann ke anusaar hai
Meri nazro se na hatte tere husn ka bawaal hai

Tere aane se jo hawayein chalti thi
Ab thamne lagi hain
Teri aankho se jo aankhein milti thi
Ab gumne lagi hain
Teri baaton se jo baatein banti thi
Ab ghatne lagi hain
Tere chehre se jo hassi milti thi
Ab chup si kahi hai

Sath mein khada hua aaye sharam si
Waise to seedhi kare baatein dharam ki
Khule mein nache kaise pagal mann ki
Pyaar mein mujhe daale pawan tann ki
Chehre pe tere laali aankhein chamki
Yaad jo tujhe kara raatein namm thi
Kiye jo tune saare vaadein farzi
Likhe jo khat tune faade, nakli
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Lafzo se yaadein seeta hu
Yaadon ke gamm peeta hu
Kalam ke zariya aajkal
Wo saare pal dobaara jeeta hu

Khush khush main rehta sada mast malang
Hath milata karu din mein vyang
Yaari nibhata har waqt main kaam aata
Pyaar ne loota bani mast filam
Subah sa dekhi na hai pehli kiran
Dekha jo tujhe machi firse chubhan
Khaali hai jagah mere dil mein ghuttan
Aaj main firse behka chehra suman
To baat zara kuch aisi si hai
Wo mere bagal mein baithi hai
Aankh micholi khele metre ke fasle pe
Dost bole bhai kaisi si hai
Yuh dekha muh phera aisi si hai
Bhaw ne deti tevar kenchi si hai
Mann bhi mera maara muskurake boli
Aaaaaaaaaa

Raste anek hai par chunne ka sawaal hai
Mere dil ka karwaan tere mann ke anusaar hai
Meri nazro se na hatte tere husn ka bawaal hai

Tere aane se jo hawayein chalti thi
Ab thamne lagi hain
Teri aankho se jo aankhein milti thi
Ab gumne lagi hain
Teri baaton se jo baatein banti thi
Ab ghatne lagi hain
Tere chehre se jo hassi milti thi
Ab chup si kahi hai

Sath mein khada hua aaye sharam si
Waise to seedhi kare baatein dharam ki
Khule mein nache kaise pagal mann ki
Pyaar mein mujhe daale pawan tann ki
Chehre pe tere laali aankhein chamki
Yaad jo tujhe kara raatein namm thi
Kiye jo tune saare vaadein farzi
Likhe jo khat tune faade, nakli
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Karun Kohli
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Karun

Tags:
No tags yet