Back to Top

Kashti (feat. Aaishay) Video (MV)

Performed By: Iqbal
Length: 2:52
Written by: Momin Iqbal

Iqbal - Kashti (feat. Aaishay) Lyrics

Iss jungle main sahara kon
Shikar koi bana kal, shikari nay aaj maara kon
Gaara kon, daaka daal kar aakhir bhaaga kon
Khilara dalnay walon ko khilata kon
Iqtedaar main aatay siraf zaalim
Aalim sarkon par banain phirain Stalin
Baatil aur Haq main farq khatam hona laazim
Jab qanoon survival of the fittest jaisay Darwin
Bhook ka maara, mulq aur toot ta
Daur doosra, nizam wohi jhoot aur loot ka
Jahalat kay andheron main doobta
Insaani huqooq kay baray main yahan dars daitay bourgeoisie
Mahalon main jinkay roz jashan
Jab muhalon main roz mahaul e matam
Jakar rakhoon maazi ka daman
Khawab dekhnay walon kay liyay roz 1857

Badlain apnay shehr sooraj dhalnay kay saath
Bichray humsay kitnay wo jo kal ko thay paas
Doobti hui kashtiyon main dhoodna kya ghar
Doobti hui kashtiyon main

Dosti siraf apnay qaffan say
Kalashan wali jangain laroon qalam say
Karain saazish par soch ye maachis
Lafz aatish, suntay hi pathar dil parain naram say
Hill paray rooh, rang uray shakal say
Mill kharay door, dar lagay dakhal say
Tareekh kay abhi taaza hain zakham
Banatay aur hathyaar taur, tareeqay, deen, dharam kay
Lagay jo afsurda betha ho
Ankhain uski chamak dain lahoo jab behta ho
Civil war sadak pay, media blackout
Inkay leader par tanqeed tho apnay kartay lash out

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Momin Iqbal
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Iqbal

Tags:
No tags yet